Bhagat ke bas mein hai bhagwan (Shankar Chaudhury)
Bhakt bina ye kuch bhi nhi hai
Bhakt hai iski shaan
Bhagat murli wale ki roj vrindawan dole
Krishna ko lalla samjhe,krishna ko lalla bole
Shyam ke pyaar mein pagal,hui wo shyaam deewani
Agar bhajno mein lage,chood de dana pani
Pyaar karan wo lagi usse apne putra saman
Bhagat ke bas mein hai bhagwan
Wo apne krishna lalla ko gale se lga ke rakhe
Hamesha saja ke rakhe ki laad lada kar rakhe
Wo din mein bhaag ke dekhe,ki raat mein jaag ke dekhe
Kabhi apne kamre se,shyaam ko jhaankh ke dekhe
Apni jaan se jyaada rakhti wo apne lalla ka dhyaan
Bhagat ke bas mein hai bhagwan
wo lalla lalla pukare haye kya julam hua re
Budhapa bigad gya ji lal mera kaise gira re
Jao daktar ko lao lal ka haal dikhao
Agar isko kuch ho gya mujhe bhi maar girao
Rote rote pagal ho gyi ghar wale pareshan
Bhagat ke bas mein hai bhagwan
Nabj ko tatol ke bole,ye tera lal sahi hai
Kasam kha ke kahta hu koi takleef nhi hai
Wo matha dekh ke bole ye tera lal sahi hai
Mai chinta mat kario koi takleef nhi hai
Jo hi seene se lgaya pasina jam kar aaya
Ussne kai baar lgaya aur daktar chakraya
Dhadak rha seena lalla ka,murti mein the praan
Bhagat ke bas mein hai bhagwan
Dekh tere lal ki maya bada gabhra rha hu
Jaha se tu lalla lai wahi pe ja rha hu
Lal tera jug jug jiye bada aishaan kiya hai
Aaj se sara jivan ussi ke naam kiya hai
Banvari teri maa nhi pagal pagal saara jhan
Bhagat ke bas mein hai bhagwan
Boliye vrindawan bihari lal ki jai !!!

0 comments:
Did you like these bhajans ? Write here few lines..